Saturday, 29 February 2020

Hello dosto me hu aapka dost ashif or kya hal hai aap sab ka asha karta hu aap v mast honge to aaj ham baat kare gen Ki Aakhir APN kya iska kya kaam hai Mobile Or iska faida ya nuksan kya hai sab batwoga ek ek kar ke to chaliye fir suru kaa te hai  to sabse pahel baat karte hai APN ka full form Accass Point name hota hai  joki internet ko badha ta hai ya ghata ta hai agar aap kisi internet wala phone dekhe gen to APN aapko by default mil jayaga ye sim ek hisab se Settings hota hai 

No comments:

Post a Comment